Description
MUICIN Vitamin C Facial Kit – 6 in 1
Ye MUICIN ka mashhoor Vitamin C wala complete facial kit hai, dull, tired aur grumpy skin ke liye best hai.
*Is Kit me shamil hai:*
1. *Vitamin C Cleanser* – Chehra saaf karne ke liye
2. *Vitamin C Exfoliator Scrub* – Dead skin nikalne ke liye
3. *Vitamin C Skin Polish* – Skin ko polish aur bright karne ke liye
4. *Vitamin C Massage Cream* – Massage se blood circulation ke liye
5. *Vitamin C Mask* – Glow aur freshness ke liye
6. *Vitamin C Serum* – Skin ko jawan aur tight rakhne ke liye
*Faide:*
– Skin ko bright aur glowing banata hai
– Daagh dhabbon ko kam karta hai
– Skin ko naram o mulaim aur fresh rakhta hai
– Vitamin C se bharpoor jo skin ko healthy rakhta hai
Parlour jaisa facial ab ghar par.






Reviews
There are no reviews yet.