Description
MUICIN Tea Tree Facial Kit – 6 in 1
Ye MUICIN ka Tea Tree wala complete facial kit hai, khas tor par oily aur acne wali skin ke liye banaya gaya hai.
*Is Kit me shamil hai:*
1. *Tea Tree Cleanser* – Chehre se extra oil aur gandagi saaf karne ke liye
2. *Tea Tree Exfoliator Scrub* – Daane aur blackheads khatam karne ke liye
3. *Tea Tree Skin Polish* – Skin ko smooth karne ke liye
4. *Tea Tree Massage Cream* – Skin ko relax aur fresh karne ke liye
5. *Tea Tree Mask* – Pimples aur open pores ke liye
6. *Tea Tree Serum* – Acne control aur skin repair ke liye
*Faide:*
– Danon (acne) aur pimples ko control karta hai
– Extra oil ko khatam karta hai
– Open pores ko band karta hai
– Skin ko fresh, clean aur healthy banata hai
Oily aur acne prone skin walo ke liye best kit hai.






Reviews
There are no reviews yet.